Qubool Hai 21st June 2013

Heenapie. Thank you my sweets, its all cause of you, i was gifted with such an astonishing epic drama called as ' Qubool Hai ' :) <3

I can never thank you enough! <3
watch online Qubool Hai


Hadeese Nabawi :

Jab apne liye dua karo to saath me doosro ko bhi yaad karo
Kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ki muntazeer ho.

******************
Mo’min ko chahiye khud ke liye aur sab musalamano ke liye dua e khair kare.
Kyun ke jab koi banda dusre ke liye kuchh nek jaiz dua mangta hai to wo ALLAH ta’ala jaldi qubool farmata hai.

http://www.facebook.com/photo.php?fbid=631908083503817
watch online Qubool Hai


khauda ko dikh rha hoga,na dil tujhse judda hoga,teri taqdeer me mujhko wo abto likh rha hoga.......tera hi bas hona chahun tere dard me rona chahun tere dil ke inn zakhmo pe marham mai hona chahun......krle qubool khudaya mere sajde ab to naseeb me mere bas likhde. Dil ne ibadat ki hai teri bas chahat ki hai.dikhlaya arshiyo pe tujh bin jeena nai hai,dena mujhko aawazen ya sun meri fariyaden kaise mai jee rha hu bin te...re... Tera hi bas hona chahu,tere dard me rona chahun tere dil k in zakhmo pe marham mai hona chahun.
watch online Qubool Hai


QUBOOL HAI: TOOTE HOVE KHWAAB DARD DEYTA HAI-

Aaj Zoya ke saare sapne kirchi kirchi hogaye. Uss ne Tanu ki baat ko sanjeedgi se nahin liya, aur iska anjaam yeh hova ke Tanu apne gande maqsad mein kamyaab hogaiee. Chahey dhoke se hovi ho, pur kamyaab toh hoiee na. Kabhi kabhi hum baton ko bohut hulka leyte hain, aur samajhte hain ke saamne waala kuch nahin kur sakta sirf baton ke, pur hur baat ka ek maqsad hota hai, usse hur waqt nazar andaaz bhi nahin kur sakte. Zoya ko Asad pur toh bharosa tha, pur Tanu ki baat pur bharosa na kur saki, aur iska anjaam yeh hova ke Tanu jeet gaiee. Maana Asad hosh mein nahin tha, aur kuch aisa hova bhi nahin hai, pur daikhe ko undaikha bhi nahin kur sakte.

Toot gaiee Zoya, bikhar gaye uske sapne, uska bharosa. Aaj uska rowa rowa dard mein hai, takleef mein hai. Bikhar gaiee hai woh, toot gaiee hai. Uska roam roam ro raha hai, sisuk raha hai. Uske aanso poochne ki himmat bhi nahin hai kissi mein. Usko haq hai apna dil khol kur rone ka. Kitna muskil hota hai apne ko sambhalna jab aapko yeh bataya jaaye ya dikhaya jaaye ke jis se aap pyaar kurte hain, uss ne aap ko dhoka diya hai, aap ke sapno ko toda hai. Yeh dard wohi samajh sakta hai jo iss dard se guzra ho. Salute hai Surbhi Jyoti ko itni behtreen performance pur. Bohut khoob ke hur aankh ko rula diya itna dard dikha kur.

Asad be’qasoor hai, Zoya ko uska sach sunna aur manna hi hoga. Abhi woh iss halat mein nahin hai ke kuch samajh sake, pur woh zaror suneygi. Usse sunna hi hoga kyonke uss ne kaha tha ke woh Mr.Khan ki baat sunneygi. Aaj Asad hara hova hai, pur shair haarta nahin hai, maana jeet bili ki hovi, pur zyada din nahin. Jhoot ke pair nahin hote, woh bhaag nahin sakta hai, issi liye jald bahar aa jayega, aur hoga uska khaatma.

Aaj sirf Zoya ke sapne kirchi kirchi nahin hovey hain, Dilshaad ka ghurur bhi toota hai. Aaj Zoya, Dilshaad ki jagah khadi hai, aur Asad, Rashid Ahmed Khan ki jagah. History aise bhi dohrai jaati hai koi soch bhi nahin sakta, pur humein ishaare milte rahe, pur hum hi samajh na sake. Dilshaad ne Ghusse mein faisla liya aur ghusse mein liya hova faisla kabhi sahi nahin hota. Agar Shereen ghalat thi, toh Dilshaad ko ghalat nahin hona chahiye tha. Jald baazi ka kaam aksar shaitan ka hi hota hai. Bohut se sabakh 4 lions humein de raha hai, pur shayad hum mein samajhne ki taqat hi nahin. Zoya ke saath Dilshaad bhi bikhar gaiee, pur usse apne bĂȘte pur yakheen kurna chahiye. Uski parwarish ghalat nahin hai, chahe koi kitna bhi ghalat dikhaye. Asad ne kuch ghalat nahin kiya woh bhi saazish ka shikar hogaya.

Asad abb zaror samjheyga apne baap ki baat ko. Aaj tak woh unn ko nahin sunta tha, sunna chahta hi nahin tha, pur jab apne pur aati hai toh sunna padhta hai, samajhna padhta hai, aur yehi Asad Ahmed Khan kareyga. Nikleyga woh uss qaul se bahar jo uss ne apne gird bandha hova hai apne baap ke khilaaf. Rishton ko samajhna unn pur bharosa kurna, unko sunna bohut zarori hota hai. Kisi bhi baat ko aise hi yakheen nahin kur leyna chahiye, khaas taur pur jab woh apno se judi ho. Jin se aap pyaar kurte hain, unn pur se kabhi bharosa na uthne dyna chahiye, warna bahar waalon ko toodne mein aur aasani ho jati hai.
Zoya aur Dilshaad ka bharosa shayad na toota ho, pur woh abhi iss halat mein hi nahin hain ke iss baat ko itni asani se maan lein, kyonke jo bhi ho Asad hi unn dono ke jeene ka maqsad hai, warna zindagi ne kuch acha nahin diya unhein, phir bhi Dilshaad aur Zoya ne muskura ke usse qubool kiya, aur abb unn ke liye mushkil hai ek baar phir uss dard se guzarna, pur yeh bhi sach hai ke itni asaani se woh haar nahin maaneingi. Sona bhatti mein jal kur hi mazboot hota hai. Zoya aur Dilshaad wohi sona hain.

Aane waale hain aage bohut dard bhare episodes, aur behtreen performances humare actors ki. Aap apne sabar ko mut khoiye aur daikhte rahiye Qubool Hai Monday se Friday hur raat 9:30 bajje Zee TV pur!!



Author – Muniza Riaz

Telly Tadka

~genny <3
watch online Qubool Hai


Qubool hai 21th june 13 episode HD link
http://www.youtube.com/watch?feature=player_embedded&v=STXAJsd4u8s
part 2
http://www.youtube.com/watch?feature=player_embedded&v=vk1zV3eA0Yo
watch online Qubool Hai


Qubool Hai Asad & Zoya’s separation unites them together in Ajmer-

Asad and Zoya to romance in Ajmer disheartening Tanveer...Asad (Karan Singh Grover) and Zoya's (Surbhi Jyoti) love story Qubool Haiis ready to surprise the viewers with one more twist where Asad will slap Tanveer and get back Zoya to home safely from Ajmer.
Present track shows Asad falling prey to Tanveer’s evil plan which results in marriage cancellation.
As a result, Zoya moves to Ajmer followed by Tanveer and Asad.
Tanveer will be anguish and couldn’t bear seeing Asad and Zoya together in Ajmer.
Frustrated Tanveer, will try to push Zoya from the cliff and believes that Zoya is no more in her life.
On the other side, Asad will search for Zoya desperately and finally finds her (Zoya) bleeding and injured badly.
Asad, who is in deep love with Zoya could not bear Zoya suffering in pain and will be seen with tears in his eyes.
Although, love unites Asad and Zoya and the duo will have romance in Ajmer and get blessings from the Holy place in Ajmer.
At Tanveer’s end, she will be seen rejoicing the victory believing that she has finally achieved her evil missions by killing Zoya.
But, Asad and Zoya’s return to home will leave her with a terrible shock.
Nevertheless, Asad and Zoya’s marriage will be planned again in a grand manner.
Will Tannu plan another dirty trick to murder Zoya?

~genny <3
watch online Qubool Hai


Apna to chahato me ye hi usool hai
ki jab to qubool hai to tera sb kuch qubool hai
watch online Qubool Hai


Qubool Hai 21st June 2013 Written
update
Dilshad tells someone that the car
must have broken down and asks
the person to go check..! A person
comes n tells Dilshad to call the
groom as Qazi has to go
someplace else also..!
Zoya n her Api are anxiously
waiting for Asad..! Slowly all people
leave..! Rasheed is standing next to
Dilshad and tells her to take Zoya
home…! Humera-Nikhat-N uzhat all
comfort Najma..! Ayan looks at
Zoya..! Dilshad puts her hand on
Zoyas head and asks …shall they
leave? Zoya gets up…her dupatta is
stuck in a nail …and recollects
Tanvirs words…that if someone
wears Dulhans dupatta other than
her.. its bad omen..!
watch online Qubool Hai


Aaj ka ' Qubool Hai ' ka
Episode heart touching tha...
*
*
*
Good night fndzzz swt drmz...
watch online Qubool Hai


Shab-e-Barat ye mubarak raat. Islam ke andar do ba-barkat raato me se ek hai. Pahle darje me jis raat ko ALLAH subhanawataala rakhte hai wo hai

jo hamare liye bahut ba-barkat aur azmat waali hai, wo hai Shab-e-barat. Jo aaj hai..!! Ye wo raat hai ki har ek neki ko ALLAH taala 70 guna badha kar logo ke aamal naame me likhte hain. Har-har amal ka badla 70 guna zyada milta hai. ALLAH ki rahmate naazil hoti hain.

ALLAH ke nabi Huzur Mohumaad (salallahu alaihi wasallam) ke irshad ka mafhoom hai ki "Shabaan ki 15th raat Ibadat me guzaro aur din Roze me. ALLAH is raat ko sabse nichle aasmaan per aa jate hain aur Aelaan karwate hain ki hai koi Tauba karne wala ki main uski tauba qubool karu? Hai koi maghfirat chahne wala ki main uski maghfirat karu?"
ALLAH mujhe aur saare musalman bhaiyo aur bahno ko aur tamaam Ummat-e-Muhammadiya ko hidayat de aur hamare Guanaho ko maaf farmaye aur sahi amal karne ki tofiq ata farmaye. Aameen..!!
watch online Qubool Hai


baat hai ishq ki tu phir bahas na ker aziz-e-mann

poray wujood se ussay chor day ya qubool ker...!!
watch online Qubool Hai


76,000+ members hain.. kisi aik ki bhi dua qubool ho sakti hai so dua kro monday ko mera paper A-one ho :D xD :D

ZeNI
watch online Qubool Hai


http://www.tellytadka.net/tellywood-bytes/articles/karan-singh-grovers-performance-qubool-hai/
watch online Qubool Hai


Admin peerzada raashif rafiqi
Plz is massage ko end tak padhna..
Hazrat Umar farooq r.z ne farmaya... Mohtaji aur garibi 7chizo se aati hai.
Jaldi jaldi namaz padhne se.Khade ho kar pani piney se.Muh se charaag bujhane se.Aastin ya daman se muh saaf karne se.Asar ke baad ghar me jhadu dene se.Daanto se nakhun todne se.Fajr ki namaz ke baad fauran sone se.
Ho sake to ise forward karen. Aap ki wajah selogo ko ye maalumat milegi aur ap ko sawab. ALLAH Farmata Hai :
" Mujh Se Kal Ka Rizq Na Maang ,
Jis Tarah Main Tujh Se Kal Ka Amal Nahi Maangta."
"Tu Mere Thode Diye Se Raazi Ho Jaa,
Qayamat K Din Main Tere Thode Kiye Se Raazi Ho Jaunga."
"Jab Tujhe Gussa Aaye To Mujhe Yaad Kiya Kar,Main Apne Ghazab Ke Waqt Tujhe Yaad Rakhunga."
ONE OF THE BEST SMS Quran_e_Majeed Main Allah tala Irshad Farmate hain❓
"Aye Bande Agar Kabhi Raat Ko Teri Ankh Khuljaye Aur TuPhir So Jaye To Tu Ne Mujhse Be-wafai Ki...
Aur Agar Teri Ankh Khule AurTu Ne Wazu KiyaAur Meri Ibadat Ki mujh se kuch MangaAur Maine Qubool Na Kiya To Maine Tujhse Be-wafai Ki
Aur Mai Aisa Nahi Karta!
"Sur-e-Mulk"
Ye sms bagair intezar kiye logon ko send kare... Aur qudb amal kare achi bat batana sadqa-e-jariya hai..!!
⭐Aaye Ek Kaam Karein
⭐SUNNAT-e- Nabvi ko aam karein
⭐HELLO Nahi...
Assalamu'Alaikum
⭐THANK Nahi
Jazak ALLAH
⭐Bye TakeCare Nahi
Fee Aman ALLAH
⭐GREAT Nahi
Masha ALLAH
⭐OK/ZAROR Nahi
IN SHA ALLAH
⭐I AM FINE Nahi
ALHAMDULILLAH
⭐ZABARDST Nahi
SUBHANALLAH
in alfaz ko aisey ada karein...
⭐Aao iraada krein...!!!
6 Jagah Hasna Sakt Gunah Hai.
Sirf ek dafa send kar den pata nai kitne log is tarah karte hon ge aap ki wajah sewo is gunah se bach jayen ge
watch online Qubool Hai


Qubool Hai....today u really made me cry...:(:(:(:(
watch online Qubool Hai


Qubool Hai wrote:

Qubool Hai 21st June 2013 Written update
Dilshad tells someone that the car must have broken down and asks the person to go check..! A person comes n tells Dilshad to call the groom as Qazi has to go someplace else also..!

Zoya n her Api are anxiously waiting for Asad..! Slowly all people leave..! Rasheed is standing next to Dilshad and tells her to take Zoya home…! Humera-Nikhat-Nuzhat all ...
watch online Qubool Hai


Qabool Hai on Zee TV is currently high on drama and there are lot of twist coming in the show which are positive twist.

Newsroom reported earlier that Zoya will run to Ajmer after seeing Tanveer and Asad sleeping together as Tanveer drugged Asad. But now Asad goes to Ajmer to search Zoya but before that Tanveer reaches there and pushes off Zoya from the cliff, seeing all this Asad slaps Tanveer and rescues Zoya. Finally,confirmed news that Zoya and Asad will get married happily but living happily after marriage will be a short one with more drama coming soon. But the ahead life of Asad and Zoya will be difficult and if sources are believed Tanveer will return soon,till then enjoy some romantic scenes of Asad and Zoya. On contacting Surbhi,she confirmed the news and more twist will be coming in Qabool Hai.
.
.
so stay tuned wid me.....
ankita <3 <3
watch online Qubool Hai


Nahi hai husn e amal pas aansuo ke shiva,
Ya mula e qareem meri touba qubool kar le meri sans tootne se phle.......
Ya mula e qareem
watch online Qubool Hai


Which ur fav serial?1st madhubala,2nd qubool hai,3rd balika vadhu. $Nayana$
watch online Qubool Hai


Agar Kutto Ka T.V. Par 1 Channel
Ho
To,
Socho Usme Serials Ke Naam
Kuch Aise Honge..
.
.
Yahan Main Ghar Ghar BHONKI..
.
.
KAAT KHANA Sathiya..
.
.
Agle Janam Mohe KUTIYA Hi Kijo..
.
.
Main KUTIYA Tere Aangan Ki..
.
.
Ye KUTTA Kya Kehlata Hai..
.
.
Ek Hazaaro Mein Meri KUTIYA Hai..
.
.
Afsar KUTIYA..
.
.
Is KUTTE Ko Kya Naam Du..
.
.
Bade KUTTE Lagte Hai..
.
.
Do COMMENTS With Your Names

rahul
watch online Qubool Hai


Whoz online??
Let's start chit chat ;))

<3 @m <3
watch online Qubool Hai


https://www.facebook.com/pages/Dill-Mill-Gayye-and-Qubool-Hai-Forever/284691311653251
watch online Qubool Hai


http://rpentertainment.blogspot.co.uk/2013/06/qubool-hai-21-june-2013.html
watch online Qubool Hai


Today is very bad or socking episode of qubool hai very bad scene by tanveer
watch online Qubool Hai


Aye khuda suna hai dua qubool hone
ka ek waqt hota hai ... Tu hi bata kis
lamha maine use tujhse nahi maanga.
watch online Qubool Hai


How was the episode?
REVIEW TIME :D <3
watch online Qubool Hai


#CHITCHAT POST

Aajao sab log fraandship kare sab ^_^

abuser = ban
watch online Qubool Hai


Junior Muhammad Ali Jinah "Akber Aoes"
watch online Qubool Hai


ts off to GUl, atlast she have made a show that is so powerfull and heart acing. kSG the dam super , superman of the tellywood. He deserves all the acting, today he proved no one is better than him. Surbhi OMG, most strong chracter ever. Love QUBoOL HAI
watch online Qubool Hai


Best episode of qubool hai today,....loved it
watch online Qubool Hai


Ek bht hi zaruri appeal ap sbse...!
Un sab logon k liye dua kareyn jo apney jeeney ki jazbey r be hisab himmat se maut se lad rahey,,,ha woh hamarey ya apke kuch nahi lagtey magar kisi k toh lagtey hongey,,,r insaniyat k natey ap sbse yeh guzarish hai ki un be kasur r be hiss logon k liye sachey dil se dua kareyn...kya pata hamari r apki dua k asar se un hazaron mein se kuch ki zindagi bach jaye...!plzzzzzzz pry for dem:(
watch online Qubool Hai


No comments:

Post a Comment